bhagat
 singh chhatra morcha (bcm). ki taraf se seema-vishvavijay ki jamanat 
par rihai ko lekar tatkal pratikriya swaroop bhu aur banaras me ek 
parcha nikala aur banta gaya avm ek sabha ka ayojan kiya gaya hai. jisme
 andolan me sarik rahe sabhi sathiyo ko dhanyabad avm badhai dene aur 
tamam rajoitik bandiyo ki rihai ke liye utshah ke sath janandolano ko 
tej aur sadako par utarane ki yojana banai jayegi....!
 
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें